Hai khush hum aaj kal
Karne lagey jo tumse baat
Lagey hai chahne tumko
Ban na hai tumsa khush-mizaaj
Dil ka har lafz ada kar
Karni hai tumse baat
Sun kar tumhari awaaz
Rehna hai humko bhi too shaad
Zulfen zathakti teri
Fisalta mera har mizaaj
Han man ka hun mein saaf
Tera hun ban baitha aaj
Jodi salamat ho
Rab se hai meri bas ye aas
Kismat mein jo hum na sath
Is kudrat ke mein hun khilaaf
Haathon ko choo le tu too
Kimti lakiren ab ye
Ban jaye jo palke khol le tu apni
Hum tere nain mein ab
Kho jaye hai waqt jo ab chal raha
Hai tere sang ab na koshishon ke baad kabhi bhi na ye tham paye
Teri zindagi se jaane kaise hai lage hum
Teri afsurgadi apnane kaise hai lage hum
Teri yaad ko yaha paane kaise hai lage gum
Dur jaane ke bahane banane hai lage hum
Tha rehna sath tere pass hokar hath tham
Na hun mein khush jabki pi chuka hun sat jam
Sat janam honge sath tere sath mein hum
Sapne the sanam tere saath ghumu chaar dham
Ya tu maan ya na jaan tu hai jaan meri
Tu hai ann bann bani Shaan hoga naam
Tujhpe likhe hai jo gaane meine thi vo khali raat
Thi bani vo kali raat jab socha tujhe kafi baar
Teri zindagi se jaane kaise hai lage hum
Teri afsurgadi apnane kaise hai lage hum
Teri yaad ko yaha paane kaise hai lage gum
Dur jaane ke bahane banane hai lage hum