Back to Top

Taran Ashat - Ek Umeed Lyrics

Taran Ashat - Ek Umeed Lyrics

Bharosa rakh mere bhayi
Khud pe bharosa rakh
Umeed pe hi duniya kayam hai

Haan!
Apne ander ki awaaj ko pehchan
Apne ander ki himmat ko jaan
Umeed na tu chhod bass reh tu teyaar
Tera se behtar na bhai tuje milega koi yaar

Har cheez ko dosh daina bohat hi asaan hai
Mushkilon mein kar jaye wahi ton mahan hai
Rakh tu bhrosa din tera bhi ayega
Dil mein jo socha, vo sach ho jayega

Dimaag ko kar le kaabu
Fir duniyaan teri baabu
Are chup kar, rona tu band kr
Khud pe yakeen aur khud se tu peyaar kr
Karna jo bhi kariyo, bass dil se nikaal ke darr

Manzil paate paate kahin jeena bhool na jana
Kisi mushkil ka hall nahi bhai koi bhi bahana
Are beeta huya kall kabhi vapis nahi ayega
Tere achhey karmo ka chithhaa hi saath tere jayega

Bass ek umeed pe tikki hai duniyaan
Bass ek umeed pe tikki hai duniyaan
Bass ek umeed pe tikki hai duniyaan
Bass ek umeed pe tikki hai duniyaan
Bass ek umeed pe tikki hai duniyaan
Bass ek umeed pe tikki hai duniyaan
Bass ek umeed pe tikki hai duniyaan
Bass ek umeed pe tikki hai duniyaan

Jiska beej boyega wahi phall kheyega
Perfect time nahi hota, naahi kabhi ayega
Agar peechhe dekhega to aage kaise jayega
Intzaar mein raha jo hai nikal jayega

Duniya keya sochegi, apne aapko badalna chhod de
Jo matlab ke liye saath unse nata tu todde
100 ka karega unse to 4 acchhe
Hone chahiye yaar bass vo jo dil ke hon sache

Uuche parbato ka rasta seedha nahi hota
Samjdar vo hai jo mauka dubara nahi khota
Jo nahi hai uske bare mein soch waqt na jaya kr
Jo hath mein hai tere pehle usiko poora kr

Rok na paye pather kabhi paani ke bahaaw ko
Cheer k nikal jayega tu apne har ghav ko
Sabh tere paas bass rasta bnale
Tu khud hi lagayega uss paar apni naav ko

Bass ek umeed pe tikki hai duniyaan
Bass ek umeed pe tikki hai duniyaan
Bass ek umeed pe tikki hai duniyaan
Bass ek umeed pe tikki hai duniyaan
Bass ek umeed pe tikki hai duniyaan
Bass ek umeed pe tikki hai duniyaan
Bass ek umeed pe tikki hai duniyaan
Bass ek umeed pe tikki hai duniyaan

Umeed na chhod mere bhai, apni umeed na chhod mere bhayi
Umeed na chhod mere bhai, apni umeed na chhod mere bhayi
Umeed na chhod mere bhai, apni umeed na chhod mere bhayi
Umeed na chhod mere bhai, apni umeed na chhod mere bhayi
[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

Writer: Taran Ashat
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Taran Ashat

Taran Ashat - Ek Umeed Video
(Show video at the top of the page)

Performed By: Taran Ashat
Length: 3:03
Written by: Taran Ashat

Tags:
No tags yet