Naa jaana tune
Naa mene jaana
Ke hum gumm kaha hai
Mann bhi pareshan
Ye waqt kyu aisa hai
Rukta nahi badta hi rehta hai
Dil bhi ab ye toh
Befikri me rehne lage hai
Socho zara
Kya hai waha
Taare bhi kam
Tere bina
Toh chalo na
Saath saath me
Tum chalo na
Karte wo raato me baate
Chalo na
Chalo
Chalo na
Tasvire ye jo
Baaki hai humaari
Palko pe aake
Baarishein hai laati
Dekho na mujhko
Hu ek musafir
Tere liye toh
Kabse thehra hu me
Kitni dafa
Mene kaha
Ab hai samay tum
Bhi kehdo zara
Toh chalo na
Haatho me haath do tum
Chalo na
Saath saath