Afsos mai seene me apne saare gumm chupake
Jee raha hu kaise mujhko aake koi toh sambhale
Koi toh ab puche k haal tera kaisa
Mujhse koi toh ab puche k bhai mera kaisa
Mai kaise hu jee raha ye kisko pata
Mai kaise hu jee raha dhundo zara
Mai kaise hu jee raha ye kisko khabar
Mai kaise hu jee raha ye rab ko pata
Ye rab jaanta hai kaise kaati maine raatien
Kaise dekhien maine din kaise beetien meri saasien
Ansuwon me uljha uljha aansuwon se lipta lipta
Dhadkne dhadakti kyun ki dil nahi zinda
Dil nahi zinda mera
Dil nahi zinda
Dil nahi zinda mera
Dil nahi zinda
Dil nahi zinda mera
Dil nahi zinda
Dil nahi zinda mera
Dil nahi zinda
Dil nahi zinda mera
Jhakm gahra gahra tahra
Har jagah dard mila
Har jagah chehra tera
Har jagah dhundu tujhe
Har jagah tera kissa
Par tu milta kahi
Khoya khoya ghumu yaha
Dhundo dhundo sukkon ki dhundu
Chahu chahu sukoon paana chahun
Mangu mai maangu bss tujh ko hi maangu
Paalu mai paalu tujhe paana chahun
Tu keemat bata na sukoon ki mujhe
Jo kufr se hatt k rahe
Mai sajdo me girta rozana nahi
Chahun saza na mile
Chahun saza na mile lekin karm mere aadhe adhoore pade
Do waqt ki namaz padh k sochu musalman mai
Par socch meri aaj mujhe khudko dasse
Koi dhundo khoya khoya rahta aakhir mai kidhar
Koi dhudno ye sukoon ka hai kaha safar
Koi dhundo roshni ka pata hai kaha
Koi dhundo khushiyaan akhir milti kidhar
Darbadar khushiyaan tarasta
Darbadar khushiyon ko maangta
Darbadar thokar maine khaayi
Darbadar khud se hu mai haarta
Darbadar khushiyaan tarasta
Darbadar khushiyon ko maangta
Darbadar thokar maine khaayi
Darbadar khud se hu mai haarta