Back to Top

Alf4zi - Barkat Lyrics

Alf4zi - Barkat Lyrics
Official

Chauraahe pe thehre, ye raahe yu lagte anjaan hai
Dar aake yu ghere, na jaane kya hoga anjaam ye
Ab mare toh marenge ha, kare toh kare bhi kya, ye fikar chadhe
Ab kare to Kare bhi kya, hum nikal pade
Saadhe baara baje sadko pe jaagte
Saath hai paala gham yahi wafaadaar hai
Chaale bhare pade talbo pe bhage chale
Dabe dabe kadmo pe kaali kaali raat mein
Jaage saara jahaan par sabhi shaant hai
Lage saare yahaa mare dabi si aawaaz hai
Jaane kahaa thama sama kahi raah mein
Aane waala pal, jaane waala pal
Maa ne kaha kal
Phoolo phalo khoob ghaso school padho ya toh doob maroge
Duniya swarthi udna jaanti khudka khaati tum bhookhe rahoge
Sabhi salaah dete ek, toh sabke iraaade hai nek
Isi bahaane kamaale bharaale tu jeb, khote khazaano ki race
Par nahi jaana top pe, ghise pite jeete mare job pe
Shauk ki maut, maun bohot, boss ke khauf mein
Saude corporate, torture ke mauke dabe hausle
Naukar ke dar se na kabhi lautte, Mai ye hu kya
Kaali raaho mein musafir aage dekhu kya
Sab imaano ka mein kaafir maatha teku kya
Phasa pada tha mein sadme hi kadmo mein
Pata bhi na chala kab ye aalas aakhir le dooba
Kuch zyaada na maangta yaar
Ek beewi do bachche teen kamre, aaraam
Bas thoda sa kharcha udhaar, roti kapda makaan
Kuch zyaada nahi maangta yaar
Bas baksh de jo hai naseebe khuda
Bas barkhat hi barkhat hai haa barkat hai jab tak ha tab tak hai khule mere
Haath bhare
Kaamyaabi mere saath chale
Khaamakaahi tere khwaab pale jaag gaye
Haar gaye, tere saare bane yaar naye
Mu pe gale lage peeth peeche saap dase aag jale
Aise jeena bhi toh paap lage
Kisi aur se na maangi madad, ha hai dar par hai zyaadi akad
Shayad aayegi saari sabak, ki hai ahan ke shraap bade
Bhole bhaale, flow pe maare, haule se jeena ka bhaashan sunaara hai
Bole saare par hamaare ghar ke maheene ka ration kamaana hai
Gyaan ki baate alag, azaadi toh sabko hai pyaari is mehfil ki daldal se
Par phir bhi ye roz hoti khoj khoti rozi roti laane ki hal chal ye
Ha mehnat se nafrat nahi hai ha sehmat is kasrat se jeeke haa rehmat ki barkat mili hai toh sehni hai ye zindagi hai par kehni ye wehmi haqeeqat hai
Aage to kona hai paake jo khona hai jaage toh sona hai chaahe jo hona hai hone do
Zaalim ye sama hai saaye mein basa ye jaaye toh kaha ab aage kya bacha hai kya bacha hai khone ko
Man mein bhari gandagi hai
Ghar ki kadi bandagi hai
Bole nayi sangati hi
Bani chali ankahi hai
KT ki lagi padi hai
Neend bhi kati nahi hai
Bandi bhi sar pe chadhi hai
Aisi kaisi zindagi hai
Ghante se ye zindagi hai theek thaak
Aqsar hi paaya hai khudko gumnaami ke raste pe
Hai maqsad ki hasrat par
Jab tak milegi ha tab tak in raaho mein bhatkenge
[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

English

Writer: Amaan Shaikh
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Alf4zi

Alf4zi - Barkat Video
(Show video at the top of the page)

Performed By: Alf4zi
Language: English
Length: 2:33
Written by: Amaan Shaikh
[Correct Info]
Tags:
No tags yet