Abh manenge har ek woh baat
Rahenge ghar apno ke saath
Ab manenge har ek woh baat
Rahenge ghar apno ke saath
Karenge har manzil fateh
Darenge na kisi manjar se
Hamesha hai
Aur rahega
Salamat tuuuuu
Aye Hindustan, meri jaan tu
Meri aan tu, mera jahan tu
Aye Hindustan, meri jaan tu
Abhimaan tu, mera jaahan tu
Fir ek naya savera layega tu
Mere aangan mein, lehereyega tu
Fir ek naya savera layega tu
Mere aangan mein, lehereyega tu
Jhukega har sir, tere hi shaan mein
Poori duniya ko adab, sikhayega tu..
Tujhme hi, woh saari baat hai
Sare jaha ko badlayega tu.
Aye Hindustan, meri jaan tu
Meri aan tu, mera jahan tu
Aye Hindustan, meri jaan tu
Abhimaan tu, mera jaahan tu
Saaf kar diya in haatho ko
Afwao ko bhi jhutlayega tu
Saaf kar diya in haatho ko
Afwao ko bhi jhutlayega tu
Mere aangan mein woh baccho ki hasi
Firse galiyaro ko milvayega tu
Yeh Vatan ki shaan, aisi hi rahegi
Salamat yuuuuuu
Aye Hindustan, meri jaan tu
Meri aan tu, mera jahan tu
Aye Hindustan, meri jaan tu
Abhimaan tu, mera jaahan tu