Rahon mai dikhti tu yaado mai baaki hai.
Mere hisse ki khushi milna baaki h
Mene kraa pyar tune dya dhoka
Lafzon mai aitbaar fir bhi dil mai dhoka
Ab ye na hoga fir se ye kaise Maan lu mai
Tune pehchana nhi aane wala time hu mai
Mene kraa pyar tune dya dhoka
Lafzon mai aitbaar fir bhi dil mai dhoka
Ab ye na hoga fir se ye kaise Maan lu mai
Tune pehchana nhi aane wala time hu mai
Karta mai pyar umarbhar
Tujhe thak ta nahi
Char din ka bistar wala pyar
Ye ho sakta nahi
Kamre mai band krlu mai khudko
Ya rolu kahi
Sach hai ye pyar
Har chorahe per bikta nhi
Itni see arz khuda usse mila de tu
Ye naa kar sakta to mujhko bula le tu
Aata hai Rona mujhe mere halaat dekh
Milta sukoon mujhe maa ki godi mai late
Kr Intzar tu waqt tera aayega
Halat jo mere mola tujhpe bhi layega
Khuda ke bhi hai yaha apne usool
Karma is a bitch tu ye na jaiyo bhool
Rahon mai dikhti tu yaado mai baaki hai.
Mere hisse ki khushi milna baaki h
Salo ka salo se dil mai tha pyar
Ab lagta hai mujhko vo sab kuch bekar
Wade kya the jitne bhi saare
Btaya nahi tune jhoote the yarr
Kabhi na kabhi koi tujhko mile
Jo bilkul tere jaisa ho
Vo vohi kare jo tune kara
Tera jhakhm mujhse bhi gehra ho
Vo kehra ho tujhe cheekh cheekh ke
Ro Kyun rahi aankh meech ke
Yaad kar uss Ronit ko
Tune liye the hath khich the
Baat ye bilkul sach hai
Jo khota hai vo pata hai
Jaise her raat ke baad
Ek naya sawera aata hai
Mene kraa pyar tune dya dhoka
Lafzon mai aitbaar fir bhi dil mai dhoka
Ab ye na hoga fir se ye kaise Maan lu mai
Tune pehchana nhi aane wala time hu mai
Mene kraa pyar tune dya dhoka
Lafzon mai aitbaar fir bhi dil mai dhoka
Ab ye na hoga fir se ye kaise Maan lu mai
Tune pehchana nhi aane wala time hu mai
Dolat shohrat sab dhara reh jata hai
Upper insaan apni rooh lekar jata hai
Mat kar gurur apne aap per
Khuda tere jaise roj bnata hai
Her Roj mit ta hai