Teri ye bewafai
Dil ko ha raas ni aayi
Rota mai til til karke
Chhai kesi tanhai
Teri ye bewafai
Dil ko ha raas ni aayi
Rota mai til til karke
Chhai kesi tanhai
Tanha ye rate mujhse
Karti hai bate teri
Chamakta chand jo uper
Dilaye yaadein teri
Kho gaya vo waqt mujhse
Jab tu hoti thi meri
Rishta tha itna pakka
Jesa resham ki ho dori
Kya hua badli kyu tu
Kya hui mujhse khata
Kya itna haq ni mera
De tu ye mujhko bata
Kandhe par sir rakh rakh ke
Jab tu roya Karti thi
Teri ek hasi ke liye
Kya kya na kardeta
Maine to pyar kia tha
Tune ki bewafai
Hai mere armano ki
Tune to chita jalayi
Pagal hai kehte mujhko
Ye dunia vale kyuki
Andhere me bhi mai to
Dhundu teri parchayi
Kyu
Aisa kyu
Kia tune
Ye bata
Teri ye bewafai
Dil ko ha raas ni aayi
Rota mai til til karke
Chhai kesi tanhai
Teri ye bewafai
Dil ko ha raas ni aayi
Rota mai til til karke
Chhai kesi tanhai
Ye dil jo toota hai
Vo ab jud nahi sakta
Mai chala jis raah pe
Vaha se mud nahi sakta
Bhul gya mai sab kuch
Beete hue us sham ke tarha
Yaad aaye vo ab bhi
Ek chote jaam ke tarha
Mai jaan ke tarha
Use chahta tha
Manzil thi meri
Vahi mera rasta tha
Fasla jo badhne laga
Aasman ke tarha
Mai khada tha vo dur
Jaise chand ke tarha
Ek shabd na nikle mere hotho se
Tol diya pyar ko tune mere noto se
Pehle mere pas ab kisi or ki
Isme kya tumne ek baat gor ki
Peso k liye usne mujhe choda
Dil bechara mera usne toda
Par ye kalyug h, yha chalta h
Inka dil yha seene badalta h
Mehngi de skta tujhe gadi vo
Sandal se leke sari vo
Per pyar krega na vo mere jaisa
Mera pyar Anmol kohinoor jaisa
Jo dard tha seene me wo bol diya
Jo dard dabe the wo khol diya
Ye minnat h meri us rab se
Kabhi pyar k liye tu na tarse
Teri ye bewafai
Dil ko ha raas ni aayi
Rota mai til til karke
Chhai kesi tanhai
Teri ye bewafai
Dil ko ha raas ni aayi
Rota mai til til karke
Chhai kesi tanhai