Haan, Muhe hain pata
Kis paimane ki bala
Intezaar me kat chuka
Haasil ho ab yeh sila
Par, main sochu, kaise khud ko rokun
Hai ghadi khumaar ki, jismon ke aitbaar ki
Teri choti choti baaton me, mulaakaaton me, dil kaise dhalta
Teri pyaari pyaari voh hasin, meri tishnagi, kabu na rehta
Khayaalon se pare, sama me jo bandhe, raaton me jaage haule se qareeb aagye
Naadaani se kabhi, ishaaron se kabhi, jaage khwabon ke armaan
Hosh Gum nazrein jo mili, beasar ab baaki sabhi hai
Raat jawan si lagne lagi hai, kaisi madhoshi sar chadi hai
Beshumaar yeh ishq ki dua hai, yeh khumaar jo hone laga hai
Bezubaan jo baatein bayaan hai, is junoon ki qaatil salaah hai
(Voh qaatil salaah hai)
Haan, laga ab pata
Kis suroor me dil dhala
Un labon ko chumne ko besabar, deewana jaisa
Khoobsurat ehsaas
Maano dariya tarse, baadal barse, aandhi, toofaan le mujhklo doobe