Zingadi thodi si hain khatti
Thodi si meethi nivriti
Itni yeh mehengi, tu kyun sasti kar chala
Aasmaan mein udhta hua pankh tu ban zara
Aazaadi ki nokh par na kar aisa gunah
Teri harr din o shaam sunehra
Aankhein bhi hain gehra
Honsle buland hain
Phir kyun nason mein nasha hain sahara
Tu hain kal ka aane waala chehera
Saaf karna jo hain bikhra
Honsle buland hain
Na banne de nashe ko sahara
Oooo
Jeewan mein thoda hain andhera
Iske bina na hoga kabhi poora
Sab kuch sahi ho
Toh kuch na kuch lagega adhoora
Aasmaan mein ughta hua sooraj ban zara
Roshni ki kirnon se likh de apna jahan
Teri harr din o shaam sunehra
Aankhein bhi hain gehra
Honsle buland hain
Phir kyun nason mein nasha hain sahara
Tu hain kal ka aane waala chehera
Saaf karna jo hain bikhra
Honsle buland hain
Na banne de nashe ko sahara
Oooo
Khud ko tu
Jaan le zara
Zindagi tu
Jee le zara
Khud ko tu
Jaan le zara
Zindagi tu
Jee le zara
Oooo