Dikha ni gaddha, ghar pe padha h fanda
Himmat h bhot par mathe pe utha(te) ni ghar
Jalti hain sidhe inse puri lanka
Kehne ke matlab hazar hain kam ke bande ni char hain yaha pe
Fasa mein kaha pe
Dekhke duniya ko samja mein baap ki batien
Kahne ko dikkat hazar hain
Kahne ko bande bimar hain
Kahne ko bande lachar hain
Kahne ko bande bichare
Kahne ko bande bekar hain
De ke dekh ek beat fhir dekhna kese wo fadte
Mujhe ni parwah h sach kya
Khwabo ko jeeta mein
Khwabo mein jee raha
Kaboo hain khudpe
Matlab hain khudse
Matlabi logo se ghirawa
Dekhke ruka ni duniya ko
Dekhke rutha ni duniya ko
Dekhke tuta ni duniya ko
Jab se mein gira dekhke utha ni duniya ko
Do saalon se chup tha
Kisi se madat ni lete mein
Toh kisi ki madat bhi ni kruga
Kisi ko galat ni kehta mein
Sabke liye galat mein banuga
Mere liye kisi ne kra hain kya
Meine bhi kisi ke liye hain Kara kya
Meine bhi kisi ke liye nahi hain kra kuch
Na kisi ne mere liye kra kuch
Aur sare sunni meine Teri kahaniya
Sari dikhi mujhe teri Nadaniya
Inki bholisurat pe
Sirf mein hastava dikhuga
Bada sa parda bhi sach ek
Kisi ka jadu ni toduga
Kisi se faltu ni laduga
Kisi ko jane nahi dunga
Toh fhir kese janne dun tu mein ghunegar
Toh fhir kese janne tu mein tadipar
Bayaan kre meine sare khwab
Pure kre meine sare khwab
Khole meine nahi kale raaZ
Dikha ni gaddha, ghar pe padha h fanda
Himmat h bhot par mathe pe utha(te) ni ghar
Jalti hain sidhe inse puri lanka
Kehne ke matlab hazar hain kam ke bande ni char hain yaha pe
Fasa mein kaha pe
Shadharan ladka shadaran ghar ka
Kehlta subha sham dosto ke sath
Ati ni ghar tha
Raatko late tak
Puri din khelke thakta aur
Likhta ganne mein ratko
Aye ni pasand kisi ke Maa baap ko
)Kale the ghere jo akhon pe dikhte the saaf vo(
Bas subha se din tak kaam ho
Sham bas doston ke sath ho
Subha fhir uthne ki dikkat aur bus thi chuti Har roz papa chodne jate the school tak
Laga pheli baar Sangeet ka shauk
Jab sunna divine ko
Aj bhi yaad h din vo jab dete the ganne Mita dard
Akhien khulti sahi se nahi thi aur mein basta leke chal pada
Baal the bade bade salon tak kitabo ke piche hi toh mein chupta Raha
Uski batien lagi dil pe zor se
Jeena sikha zindagi
Aa maksat khoj ke
Ganne toh phele bhi likhe the bhot
Jab thi gayi vo sheher se
Ayi thi yaadien bas
Lekin vo ayi nahi Laut ke
Dikha ni gaddha, ghar pe padha h fanda
Himmat h bhot par mathe pe utha(te) ni ghar
Jalti hain sidhe inse puri lanka
Kehne ke matlab hazar hain kam ke bande ni char hain yaha pe
Fasa mein kaha pe
Dekhke duniya ko samja mein baap ki batien
Kahne ko dikkat hazar hain
Kahne ko bande bimar hain
Kahne ko bande lachar hain
Kahne ko bande bichare
Kahne ko bande bekar hain
De ke dekh ek beat fhir dekhna kese wo fadte