Yeh zameen, yeh aasman
Hai Yahan, par tum ho kahan
Tum ho kahan
Badalon Mein, Dhundli Si Tasveer
Yaadoon se mein bunta raha
Dhoondta raha
Manzilein badal gayeen
Yaadein Reh gayeen
Haathon Mein Bas
Yeh Tasveer reh gayee
Socha Tha, Yakeen tha ki tum
Saath Chaloge, Phir Miloge
Mujhe Miloge
Paani ki, boondon se Tasveer
Kab bani thi, na rahi thi
Zindagi thi
Manzilein badal gayeen
Yaadein Reh gayeen
Haathon Mein Bas
Yeh Tasveer reh gayee
Ab hum aur tasveer rah dekhte hain
Ab hum aur tasveer rah dekhte hain
Yeh zameen, yeh aasman
Par tum ho kahan
Yeh zameen, aasman
Par Door na jaa
Pass tau aaa