You know where we come from
Nagpur
Rahul Choudhuri... DjYogesH
Yeah yeah yeah
Sharifoo k ghar se aata mai
Par tere ghar pe ghuske bhi maar sakta huu
Vaise toh sach hai hosh me nai rehte yaar, par yaar saare hoshiyaar rakhta hu
Rap ka laga rog par dhundu na davai
Karta mai gande kaam par kabhi deta nhi safai
Andekha mai sacchai kabhi kar nhi sakta
Kar ni sakta kabhi tera bhai bewafai
Kuch usool hai, jinke saath jeeta mai
Chahu toh karu flow tez, rok le... hu cheeta mai, hu jeeta mai... jabi bhi usne li hai pariksha.. Na thi iccha tab bhi line kara cross jaise seeta mai
Jai shree ram hanuman ka mai bhakt tha
Jo likhu ek ghante me, tu likhe pura hafta
Pack karle apna basta... Likhu mai tusse behtar with minimum effort
Rakhta itny shamta na thamta
Dill hochuka hai patthar mera, nai hota mujhko aur dukh bete
Mat pee paani pura din, pant hogy geeli jo dunga ek look bete
Duniya me koi jhuka na paya, maa baap k samne jaate jhuk bete
Karma lagata hai waqt kaafy, tabhi leta badla mai khud betee
Baap baap hota beta beta hota, koi shaq toh le aazmaa bete
Papa se mili hai ye kala mujhe kavitao se sunau daastaa bete
Manjil jo chahiye tujhko alag, toh samajh hoga alag raasta bete
Jaana hai itna upar mujhko ki neeche dekhu toh dikhe aasmaa bete
Udaate reh gye majak vo, aage hum aagyee
SEEDHA DANKE KI CHOT PE
Jo bhi shaq karte the unko shakkar banaa gye
SEEDHA DANKE KI CHOT PE
Nhi diya mauka tabhi to maine cheena
SEEDHA DANKE KI CHOT PE
Jamta sabkuch nhi jamta bas dab dab k jeena tabhi toh jeeta mai
DANKE KI CHOT PE
Are Ayee sun khabrilal... Byaj pe jaaega tu haspatal
Tery maiyaat ki seedhii toh hum
Hi banaengey londe harami hai chandal... ayee... khabrilal
Meetha hai tu jaise buddi ka baal aye kabrilal
Ye haao hmmm
Kyu khaate bhad.. fir lete aad
Kyu dikhate yahape aapna lad... Ni chalta lad yahape
Mat ye lapad yahape... Varna dunga mai tujhko yahi gaad
Bhaitad... Nai chalta lad
Nai chalta lad
Hao hao
Inko milry aajadi pr lekar shakal seedhi saadhi baate karte faady
Aise baillo se badhty jaary aabady
Toh lagady maine insabky ekdumse samadhi
Hmmm
Aab toh monopoly chalegy re pagle... Aafat dono ne aisi hai laady
Hai hai hai
Kuch bhatke aatke latke ghume dar badar
Par kisko kya kadar... Hua visphot aab hoga gadar
Nikle seene me bhar bhar caliber
Par bheje me geet sangeet k vichaar hai
Mastak taiyaar hai is kadar
Abb toh andar angaar parivaar ka pyar
Areey sab challe abb kiskaa darrrr
Udaate reh gye majak vo, aage hum aagyee
SEEDHA DANKE KI CHOT PE
Jo bhi shaq karte the unko shakkar banaa gye
SEEDHA DANKE KI CHOT PE
Nhi diya mauka tabhi to maine cheena
SEEDHA DANKE KI CHOT PE
Jamta sabkuch nhi jamta bas dab dab k jeena tabhi toh jeeta mai
DANKE KI CHOT PE
Ankhen karke band meri baate ye sunn
Nikli bhadas insabpar jab suni ye dhunnn
Kabhi ginte nai the mujhe koi bhi saale
Par upar wale ne aaj mujhe liyaa hai chunn
Tujhko bheja par tujhme vo bheja nhi bhejja
Yaha chamdi se jada hai bikta kalejaa
Jo lagta hai tujhko vo aake tu leejaa
Par khud kuch kar nhi sakta to seedha chalejaa
(Chalejaa)
Chal bhak
Seedha dkcp
Nai nai nai nai
Seedha dkcp
Jai shree ram
Rahul Choudhuri
Haaanjii!