Back to Top

Ehsaas Video (MV)

Performed By: Fenix John
Language: English
Length: 5:31
Written by: Fenix John

Fenix John - Ehsaas Lyrics
Official

Tu jo rahe toh jugnoo jagmaga uthe
Chamkade kaali zindagi
Har pal ko jeene mein maza jo aa raha hai
Usme tera hi ulphan hai saathiya
Saanson mein teri ek alag hai taazagi
Mehekade jismo ko mere
Nazarein jab tujhse milti hai toh aise lagta jaise
Pankhon ke jheel mein hi doob gaya
Iss lamhe ko main kaise kaid karu
Koi bata de yeh mujhe
Tere jism ki khushboo ka nasha jo chah raha mujhe
Mithe se khwabon ki main sair karu
Anth na jiski ho kabhi
Pyaar hi heer hai yeh jeene ka dastoor hai abhi
Tu jab chali jaye toh tham jaye dhadkan
Saansein tujhko bulaye
De jaati hai tu mujhko meethi si chuban
Jiske dard se bhi gham bhula de
Suraj ki kirne bhi lehrate hai har pal
Tere tan ko pukaare
Oss ki bunde bhi tujhko dhund rahi hai
Tere reshmi zulfo ko bheegane

Aankhein teri pyaari hasi
Inpe hi meri deewanagi
Khushiyaa sabhi teri abhi
Tujhse hi hai meri aashiqui

[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

Writer: Fenix John
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Fenix John

Tags:
No tags yet