Back to Top

Insaan Video (MV)




Performed By: Gameific
Language: English
Length: 2:21
Written by: Aayush Pathak
[Correct Info]



Gameific - Insaan Lyrics




Hoon mein insaan
Par banu bhagwaan kaise
Sehta mein sab
Par jeetu samman kaise
Hoon mein insaan
Par banu bhagwaan kaise
Sehta mein sab
Par jeetu samman kaise

Kaise samman mein jeetunga
Ye dard leke kaise jeelunga
Dedo zeher tum daaru mein ghol kr
Mein khushi khushi use pilunga
Oh sorry ye kehne ke liye mein kaafi chota hoon
Par dard dene ke liye hi toh mein lota hoon
Bhale karlu mein kitni bhi koshish par pyaar ke wajah se hi main sab kuch khota hoon
Bole chahe kitni bhi khushiyan
Akhir mein payega dard
Rehle kitna bhi niddar
Akhir mein jayega dar
Nahi tu payega lad
Kaise tu jayega ghar
Karle tu kitni bhi koshish
Ant mein jayega mar
Maine khudko hi khoya aur khudko talasha
Maine khudko hi paya aur khudko tarasha
Kayi baar hara aur kayi baar tuta par
Kaafi koshihon ke baad khudko sawara maine
Ab nahi deta hoon mein f*ck
Chahe ho voh mera homie ya toh ho voh mera love
Chalega bhale jeelunga marke par nahi chahiye ab mujhe kisika bhi kasht

Hoon mein insaan
Par banu bhagwaan kaise
Sehta mein sab
Par jeetu samman kaise
Hoon mein insaan
Par banu bhagwaan kaise
Sehta mein sab
Par jeetu samman kaise

Maine kaha tha mujhe paane ki koshish thoda karna aur paya toh kabhi bhi khona nahi
Khoya agr tumne mujhe ek bhi baar toh phir paane ki koshish tum karna nahi
Mein hi janta hu maine tumhe paane ke liye khudko kitna badla hai
Kyuki janeman meri asal side se zyda yaha jeeta jagta koi kamina nahi
Kehti apni dil ki baate sirf mujhse hi voh kar paati hai
Ab jaane kyu apne dil ki baate sirf mujhse hi voh chupati hai
Kari maine koshish ki kisiko na kru mein kabhi bhi dukhi
Dusron ko khush rakhte rakhte maine khudki zindagi gawadi hai
Dard ye dilke karu likh ke halke socha kitna jeelunga inse darke
Kaafi koshish ki maine khudko bachane ki par kitna jeelunga khud sambhal ke
Dil mera ban chuka hai kalam
Jitna karta hu share utna hora hai khatam
Kaafi log hoke bhi hu akela
Jaane kaisa hai ye sitam

Hoon mein insaan
Par banu bhagwaan kaise
Sehta mein sab
Par jeetu samman kaise
Hoon mein insaan
Par banu bhagwaan kaise
Sehta mein sab
Par jeetu samman kaise
[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.


We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.


English

Hoon mein insaan
Par banu bhagwaan kaise
Sehta mein sab
Par jeetu samman kaise
Hoon mein insaan
Par banu bhagwaan kaise
Sehta mein sab
Par jeetu samman kaise

Kaise samman mein jeetunga
Ye dard leke kaise jeelunga
Dedo zeher tum daaru mein ghol kr
Mein khushi khushi use pilunga
Oh sorry ye kehne ke liye mein kaafi chota hoon
Par dard dene ke liye hi toh mein lota hoon
Bhale karlu mein kitni bhi koshish par pyaar ke wajah se hi main sab kuch khota hoon
Bole chahe kitni bhi khushiyan
Akhir mein payega dard
Rehle kitna bhi niddar
Akhir mein jayega dar
Nahi tu payega lad
Kaise tu jayega ghar
Karle tu kitni bhi koshish
Ant mein jayega mar
Maine khudko hi khoya aur khudko talasha
Maine khudko hi paya aur khudko tarasha
Kayi baar hara aur kayi baar tuta par
Kaafi koshihon ke baad khudko sawara maine
Ab nahi deta hoon mein f*ck
Chahe ho voh mera homie ya toh ho voh mera love
Chalega bhale jeelunga marke par nahi chahiye ab mujhe kisika bhi kasht

Hoon mein insaan
Par banu bhagwaan kaise
Sehta mein sab
Par jeetu samman kaise
Hoon mein insaan
Par banu bhagwaan kaise
Sehta mein sab
Par jeetu samman kaise

Maine kaha tha mujhe paane ki koshish thoda karna aur paya toh kabhi bhi khona nahi
Khoya agr tumne mujhe ek bhi baar toh phir paane ki koshish tum karna nahi
Mein hi janta hu maine tumhe paane ke liye khudko kitna badla hai
Kyuki janeman meri asal side se zyda yaha jeeta jagta koi kamina nahi
Kehti apni dil ki baate sirf mujhse hi voh kar paati hai
Ab jaane kyu apne dil ki baate sirf mujhse hi voh chupati hai
Kari maine koshish ki kisiko na kru mein kabhi bhi dukhi
Dusron ko khush rakhte rakhte maine khudki zindagi gawadi hai
Dard ye dilke karu likh ke halke socha kitna jeelunga inse darke
Kaafi koshish ki maine khudko bachane ki par kitna jeelunga khud sambhal ke
Dil mera ban chuka hai kalam
Jitna karta hu share utna hora hai khatam
Kaafi log hoke bhi hu akela
Jaane kaisa hai ye sitam

Hoon mein insaan
Par banu bhagwaan kaise
Sehta mein sab
Par jeetu samman kaise
Hoon mein insaan
Par banu bhagwaan kaise
Sehta mein sab
Par jeetu samman kaise
[ Correct these Lyrics ]
Writer: Aayush Pathak
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Gameific

Tags:
No tags yet