Yahi khwaab ho
Tu mere saath ho
Doobun me iss qadar
Na aaye koi nazar
Teri chaha mein
Bhula dun haqeeqat
Na paun khabar
Dhoondun darbadar
Kyun hai ye fasla
Kyun hai tanha, tu ab maan ja
Aazma le mujhe
Hai bewaqt ka mazaa
Bekhudi hai kashish ka nasha
Aazma le mujhe
Teri mann ki chubhan
Aanban kar jaye, mann mann mein tu sadh jaye
Kab tak uljhan mein phasi tadpan
Jab darpann dekhi tu ghin ghin royi jaye
Haalat bata, bhul ke sab kuch, tu haath badha
Rishton ke door se gaanth bana, Tod na paye aisa aath bana
Janjeeron ko khol, tu aa ek hoja
Mere sath aake tu dekh zara
Hath pakad, nikalun wo junoon tera
Teri halat, galat fehmi ki latt
Tujhe har waqt hai aadat
Nahi haqeeqat se kurbat
Nahi haqeeqat se kurbat
Nahi haqeeqat, Har zarorat pe
Baitha hun fursat se
Dedun likh k khat pe
Puch apne apse
Kyun hai ye fasla
Kyun hai tanha, tu ab maan ja
Aazma le mujhe
Hai bewaqt ka mazaa
Bekhudi hai kashish ka nasha
Aazma le mujhe