Back to Top

Half Masterpiece - Project Nirbhaya Lyrics

Official

Us raat, kone me ek maasum royi thi
Mere desh ki har maa ne beti apni khoi thi
Nirbhaya nirbhaya hume maaf kar sako toh
Kar dena kar dena
Insaaf kar sako to kar dena
Thi december ki vo bat
Kala din aur kali rat
Jazbaat bhi the aur shayad tha vo uska pyaar
Par aage ki bat badi dardnaak he yaar
Par suno mahesoos karo vo bebas aur laachaari ko
Nafrat kar bethoge khudse dur karo ye bimari ko
Nariko sanman nahi vo desh he kamzor
Fir kya matlab ka candle march kya matlab ka ye shor?
Movie dekhi thodi baate ki aur chal pade bus ki aur
Jese Toofan pahele nahi hota koi shor
Maa me bethi hu bas me ghar pe hi me khana khaungi
Aur 11 baje se pahele to ghar pe aahi jaungi
Bas kuch esi hi bate rahi hongi unki darmiyaan
Par aage kya hoga kisko tha kya pata
Dost ne ki minnate koshishe bhi bekar gai
Hevaniyat ke saamne maasumiyat us din haar gai
Vo lakshmi he vo jhaansi he unhe chhune se tu kyu nahi dartaa
Uparvale tu zinda he to inka vadh tu kyu nahi karta?
Chhote kapde he to rape hua
Chhoti soch ki yaha koi baat nahi
Victim ro roke mar jaae
Usme media ka koi hath nahi
Bharat humari maata he
Har naagrik ye gaata he
Par asliyat me dekhe to bhai kaun ye vachan nibhata he?
Muje rona aata he ye soch ke bhi ki vo kese royi hogi?
Uski ma kya uss din neend me bhi soi hogi?
Sharir hi kya vaar tha ye uski aatma pe
Umeed ki aas dhire dhire usne khoi hogi
Khoon tha uske deh pe jo bana uske vastra
Par asliyat to ye he ki samaj tha nirvastra
Sadak ke kone pe us din maano masum mare do
Thu uske astitv pe madad na kare jo
The vo insaan ya jaanwar farak kuch muje laga nahi
Ye duniya hi sali esi he yaha koi kisika saga nahi
Nabalik he chhut jaane do
Mar jaye jo use mar jane do
Bhai hum to desh k neta he
Hume to paise kanane do
106 cases everyday into 365
Aur najane kitne cases jo report bhi na ho paye
Rape karne se pahele socha kya tumne kabhi?
Ki nikle vo tumhari bahen aur tum uske bhai

[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

English

Writer: Arya Barot, Half Masterpiece
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Half Masterpiece - Project Nirbhaya Video
(Show video at the top of the page)

Performed By: Half Masterpiece
Language: English
Length: 4:11
Written by: Arya Barot, Half Masterpiece

Tags:
No tags yet