Tumko jab dekha maine
Nazro ko pyaar mila
Jab tum chalne lagi
Ye dil daud pada
Jab mulakat hoyi
To dimaag band hua
Jab tum bol padi
Tab rabb ka ehsas hua
Ye nazro ka ehsas
Aisa laga ke khuda hi ho
Maine na dekha khuda kabhi
Par shayad wo ehsas tum
Kabhi kabhi dil ki baate suno tum piya
Nazre jo khel khele
Hum jaane piya
Kabhi kabhi dil me mere tum nazm ho
Nazme aisi gaon ke hum juda na ho
Tumhari baatein hain jaise, khushiyon ka geet
Tumhare bina adhoora, ye jeevan me meri har jeet
Chandni raaton mein, tum ho mere saath
Tumhare haath ki mehndi, jaise mere dil ka raag
Dil ki har dhadkan, sirf tumhara hi hai naam
Tum ho meri zindagi, mera pyaar ka armaan
Ye nazro ka ehsas
Aisa laga ke khuda hi ho
Maine na dekha khuda kabhi
Par shayad wo ehsas tum
Kabhi kabhi dil ki baate suno tum piya
Nazre jo khel khele
Hum jaane piya
Kabhi kabhi dil me mere tum nazm ho
Nazme aisi gaao ke hum juda na ho