[ Featuring Mohammed Rafi ]
Lata:
Tujhko main jaan gayi maan ya na maan waai waai,
Rafi:
Ye to hai aapka ahsaan meri jaan waai waai.
Lata:
Tujhko main jaan gayi maan ya na maan waai waai.
Rafi:
Ye to hai aapka ahsaan meri jaan waai waai.
Lata:
Waai waai waai waai.
Rafi:
Waai waai waai waai.
Lata:
Chalna sambhal ke raste mein dekho, achha nahi hai kisi se takraana.
Chalna sambhal ke raste mein dekho, achha nahi hai kisi se takraana,
Rafi:
Milti kahaan se tum si haseena,
Milne ka hota hai koi to bahaana.
Achhi ye aaj hui jaan pehchaan waai waai.
Lata:
Tujhko main jaan gayi maan ya na maan waai waai,
Rafi:
Ye to hai aapka ahsaan meri jaan waai waai.
Lata:
Hum to tumhaare ho hi chuke hain, maano na maano ye marzi tumhaari,
Hum to tumhaare ho hi chuke hain, maano na maano ye marzi tumhaari.
Rafi:
Jo hai tamanna, dil mein tumhaare,
Ab to tamanna wahi hai humaari,
Tumpe ye jaan bhi qurbaan meri jaan waai waai.
Lata:
Tujhko main jaan gayi maan ya na maan waai waai,
Rafi:
Ye to hai aapka ahsaan meri jaan waai waai.
Lata:
Tujhko main jaan gayi maan ya na maan waai waai,
Rafi:
Ye to hai aapka ahsaan meri jaan waai waai.
Lata:
Waai waai waai waai,
Rafi:
Waai waai waai waai,
Lata:
Waai waai waai waai,
Rafi:
Waai waai waai waai,
Lata:
Waai waai waai waai.