Back to Top

Mitezz - Feel De Lyrics

Mitezz - Feel De Lyrics

Darte hai durr se he ghurtey
Sunn le
Flow naya Dhundh
Kaam pe he dhyan de
Baap ko aaram de
Buddho ko bhi maan de
Sabko bata de tu mitezz ab kon hai
Rubber na kaapus chainsaw si zubaan hai
Chhede toh hath na sirf muh se khatam kar de
Sab mard hai
Nake ki public ye bajti ghamand par hai
Tu saaf kaafi
Dil toh mela hai
Dard kaafi
Mene jhela hai
Raat akhri kal andhera hai
Roshni mei ab har savera hai
Aayi meri baari mere gaano ne kamal kiya
Nakli ki bheed mei asli ko sath diya
Baaz bane hum kabutaro ko uda diya
Flow hai garam iss beat ko jala diya
Basti k raste k logo pe hastey ye
Asli mei nakli inn vardi pe dhabbe ye
Daftar ki makdi bhi noto ko dhaape
Phir sarkari noto par gandhi kyu chaape ye
Haari bazi leke chala jeet mili der se
Baki khote rappero ko bheed mei he cheer de
Mitthe jo bhi bante hai unhe kaat faad de
Baat meri sunn usse heat ka tu feel de

Feel de
Baat meri sunn usse heat ka tu feel de

Kaam bhari hath khali
Na nal mei pani
Na bangla gadi
Mehnat jaari ye char diwari
Kalakari mei raat sari
Note jaali tu bigdi rani
Mei shant pani par gehra pani
Mard wali har baat maani
Ab har savari ki hai taiyari

[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

Writer: MITESH JADAV
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Mitezz

Mitezz - Feel De Video
(Show video at the top of the page)

Performed By: Mitezz
Length: 3:11
Written by: MITESH JADAV

Tags:
No tags yet