Back to Top

Mohak & Nirvik - Bombay Drive Lyrics



Mohak & Nirvik - Bombay Drive Lyrics
Official




Sota raha main hua din, main jaaga nahi
Raat ka raja lee angdai par kuch taaza nahi
See lee hai maine ye chaadar apne haathon se jasbaaton se
Kaarigar hu, lafzon ki ye phulkari hai par khatam hai mera dhaaga kahi
Na main galat na sahi
Khoya gira main kahi
Khatkhataya shaitan darwaaze pe mere
Khola, galle lagaya maine isse kass ke
Par iss baar mein bhaaga nahi
Kya hai ye zindagi
Ye jo chal padi
Dukh main hai madhoshi
Hum jeena seekhenge kabhi?
Jab bhi kuch likhu main, lagti hai kyu kami si?
Ghiss ghiss ke ye kalam nok faade parchhi
Kahaani wo hi hai jo bachpan main suni thi
Kahu apne andaaz se par main aaj kyu khaamosh
Naayak main bannaa chaahu par, nalaayak ye soch
Chadu main gyaan ke pahaad pe na jaane mujhko kiski khoj?
Naa karu kaam main dhyaan se bhaad mein jaayein ye log
Aur khudko taane maarna roz roz
Kya hai ye zindagi
Ye jo chal padi
Dukh main hai madhoshi
Hum jeena seekhenge kabhi?
Kal se main shayad sambhal jaau
Bolu main khudko
Par kal ye mera, akkal ke baahar
Samajh na mujhko
Kaisi ye zidd pakkad ke bethe hai hum?
Khudko hai maarte, phir khudpe hi marte hai hum
Badalna chaahte hai par
Kabhi na badalte hai hum
Kabhi na badlenge hum
[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.


We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.


English

Sota raha main hua din, main jaaga nahi
Raat ka raja lee angdai par kuch taaza nahi
See lee hai maine ye chaadar apne haathon se jasbaaton se
Kaarigar hu, lafzon ki ye phulkari hai par khatam hai mera dhaaga kahi
Na main galat na sahi
Khoya gira main kahi
Khatkhataya shaitan darwaaze pe mere
Khola, galle lagaya maine isse kass ke
Par iss baar mein bhaaga nahi
Kya hai ye zindagi
Ye jo chal padi
Dukh main hai madhoshi
Hum jeena seekhenge kabhi?
Jab bhi kuch likhu main, lagti hai kyu kami si?
Ghiss ghiss ke ye kalam nok faade parchhi
Kahaani wo hi hai jo bachpan main suni thi
Kahu apne andaaz se par main aaj kyu khaamosh
Naayak main bannaa chaahu par, nalaayak ye soch
Chadu main gyaan ke pahaad pe na jaane mujhko kiski khoj?
Naa karu kaam main dhyaan se bhaad mein jaayein ye log
Aur khudko taane maarna roz roz
Kya hai ye zindagi
Ye jo chal padi
Dukh main hai madhoshi
Hum jeena seekhenge kabhi?
Kal se main shayad sambhal jaau
Bolu main khudko
Par kal ye mera, akkal ke baahar
Samajh na mujhko
Kaisi ye zidd pakkad ke bethe hai hum?
Khudko hai maarte, phir khudpe hi marte hai hum
Badalna chaahte hai par
Kabhi na badalte hai hum
Kabhi na badlenge hum
[ Correct these Lyrics ]
Writer: Mohak Kukreja
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Mohak & Nirvik



Mohak & Nirvik - Bombay Drive Video
(Show video at the top of the page)


Performed By: Mohak & Nirvik
Language: English
Length: 2:44
Written by: Mohak Kukreja
[Correct Info]
Tags:
No tags yet