Kabhi jat kabhi paat kabhi dekhi nahi
Ye sab lakirreeee hai jo insano ne banayi
Inhe hata do toh insaniyaat samne aayi
Kabhi hasi - kabhi rona yeh hai zindangi ka kehna
Inn faltu logo ki baat tu man pe na lena
Kabhi din kabhi raat - kabhi khushi kabhi gam
Ye hai kismat karishma jo khuda ne diya
Khali haat bejha tha khali hath jaana hai
Bas maaa ki dua sath leke jaaana hai
Inn hoslo p buland reh
Tu shaaan hai
Tu khaas hai
Kuch kar ke dikha tu star hai
Ye matlabi sansar hai
Aur usme tu khunkhar hai
Khunkhar hai
Khunkar hai
Ssssssssssshhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh
Yeh jeene mein kya maza jo ghut ghut k jiye
Yaha saap k roop mein insaan mile
Jee le - jee le jee le apni zindagi
Koi bich mein aaye toh hata de wahi
Ye beparwah kabhi kisi ke hote na
Inka bas chale toh ye apno ko bhi beche haa
Inhi se hi sacchai ki jeet bhi hoti na
Masumo ki haay se bhi ye darre na
Karle manmani jitnne teri pichwade mein
Dekhta kaise bachta hai tu baddduo se
Sun
Karam se bada koi kaam nai
Aur usse bada koi dharam nai