Its pavani
Since 96
Heartlock on the beat
Let's Go
Inke khokhle dimaag hai
Ye dogle insaan hai
Inke khokhle dimaag hai
Ye dogle insaan hai
Inke khokhle dimaag hai
Ye khokhle insaan hai
Mun par naqaab
Aur haathon mein gulaab hai
Doosron ko dard deke haste khule aam
Jhoote inke dil aur jhoote ye insaan hai
Mar gaya kya?... chal sun
Dosti ke naam par ye zehrile saanp hai
Pal pal mein rang badalna fitrat mein bharmaar hai
Insaaniyat kya hoti sirf padhte online
Asliyat mein ye to zehar ke gubaar hai
Ye khokhle insaan ye dogle
Mukhoton ke peeche plastic ke thobde hai
Ye khokhle insaan ye dogle
Mukhoton ke peeche plastic ke thobde hai
Ye khokhle insaan ye dogle
Mukhoton ke peeche plastic ke thobde hai
Ye khokhle insaan ye dogle
Mukhoton ke peeche plastic ke thobde hai
Side hoja
Line dede
Patli gali se
Peechli gali se
Inko tu to jaane de
Nahi to tere peeth peeche
Chura ghop ke ye saale to bolenge
Kya bolenge?
Aa mere bhai Gale to lag jaane de...
Ek baat meri dhyan se tu sun
Sawa lakh ki ye baat
Kaan saaf karke sun
Aise logon ka shikaari main
Bana baar baar hun
Ek nahi sau baar girke
Utha apne aap hun
Sheeshe mein dekhe to
Khali sa insaan hai
Andar apne jhanke
Sunsaan hi sunsaan hai
Ye dil hai patthar ka
Ghayal satattar ka
Seene mein hai jalan
Par ladta 100 percent sa
Ye khokhle insaan ye dogle
Mukhoton ke peeche plastic ke thobde hai
Ye khokhle insaan ye dogle
Mukhoton ke peeche plastic ke thobde hai
Ye khokhle insaan ye dogle
Mukhoton ke peeche plastic ke thobde hai
Ye khokhle insaan ye dogle
Mukhoton ke peeche plastic ke thobde hai
Inke naqaab hai jaali
Dimaag vo bhi hai khali
Ye naye hai Khiladi
Kyunki zindagi ne
Inki kabhi nahi ukhadi
Chal Phut...