Adhoori kahaniya mujhe bhi nahi pasand baba
Par kisi kahani ka anth hai bhi ke nahi ye kise pata
Saam daam dand bhed
Se aage ka hai ye khel
Ye kaisa kurukshetra
Maut ne liya kya vesh
Saam daam dand bhed
Se aage ka hai ye khel
Kya Krishna kya Arjun
Sab Teesri Aankh ki dhun
Baagh ko narsanhar ka kya darr
Usko hai Shiv ka var
Baagh ko narsanhar ka kya darr
Usko hai Shiv ka var
Nain naksh anga vastra
Mastak hi sarv astra
Nain naksh anga vastra
Mastak hi sarv astra
Baadha se rasta tarashe
Yodha jeevan tabhi saksham
Vishwas mein na koi bhram
Vishwas khatam duniya khatam
Vishwas mein na koi bhram
Vishwas khatam duniya khatam