Back to Top

Poune Do - INAAYAT Lyrics

Poune Do - INAAYAT Lyrics
Official

Ghauv gehre, dill nazakat Jism tere lage thaka
Wo khuda bhi, Sun raha tha Ab na jane kiyu bewafa
Jo lage apnasa kabil ho pyar ke
Wahi toh jane kiyu tujhko tode tukro mein
Bikhre dill leke tu ab aya kiyu yahaan
Bas chale unke toh tere saanse mangle
Badle chehre, jab zarurat
Dil na samjhe ye afsana
Aansu jaise hai Riwayat
Kyun ghamon ke Mausam badle naa
Takdeero ki subha ki pehegam jo mange
Tere hashrat, hai Inaayat, na koi zarurat tujhe
Takdeero ki subha ki pehegam jo mange
Tere hashrat, hai Inaayat, na koi zarurat tujhe
Kitno ki suljhaye, na jane tu maamle
Soch lena jab manga tha kuch, haa pehchane na koi tujhe
Zaya kosishe, musalsal lafzoon ki
Bepanah dard ko aab baate khudse hi
Hai fanaa har ghadi, sehlab beh rahi
Thoda haslena tu, bheegey aankhein hi sahi
Chehre ko tu, dhakna chahe ye jaahan, katil ban fir raha
Tere jaise, badle chehre har koi kyu yaha hai dara
Badle chehre, jab zarurat
Dil na samjhe ye afsana
Aansu jaise hai Riwayat
Kyun ghamon ke Mausam badle naa
Kho... Na jana tu, zarre zarre mein zarre zarre mein
Har shamo ki. . . Subhah hai
Teri duniya basi tere andar mein
Koi hai, koi hai- tere falak ki aftab jo
Jaane de jaane de na, zaruri kya tera hi ho
Har kahani tera na ho toh, tu kisi ki kahani hi ho
Koi banke jo aye haan khushiyaan, koi le jaayeen wo
[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.

Writer: Agnick Mondal
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Poune Do

Poune Do - INAAYAT Video
(Show video at the top of the page)

Performed By: Poune Do
Language: English
Length: 5:36
Written by: Agnick Mondal

Tags:
No tags yet