Naa Naara... Naa Naara
Teri muskurahato ke peeche hu
Teri meethi baatein mujhko kheeche yun
Sil sila ye pyaar ka jo badhta hai
Ankhon ka nasha teri jo chadta hai
Main jo tujhme gum
Tu jo mujhme gum
Baatein jo bhi sochi maine
Tu kabhi woh sun
Main jo tujhme gum
Tu jo mujhme gum
Baatein jo bhi sochi maine
Tu kabhi woh sun
Kabhi to sunle bat meri tu to, meri jaana
Tere peeche ghumu jaise, main tera Deewana
Deewana tera main, Deewana tera main
Tu meri Deewani, hun main Deewana tera
Khwaab jo bune saath me tere
Purey hote dekhe maine saath reh tere
Kitab ki tarah uske panne jaisi tu
To siyaahi main banu or tujh pe pura likh jaun
Main jo tujhme gum
Tu jo mujhme gum
Baatein jo bhi sochi maine
Tu bhi vo yun sun
Main jo tujhme gum
Tu jo mujhme gum
Baatein jo bhi sochi maine
Tu bhi vo yun sun
Tera hogya deewana
Tera hogya deewana main,
Tera hogya deewana
Main deewana tera..
Kitne hai hasi ye sath hain ye pal
Ho alag hum aye na vo aisa kal
Lad jaun jahan se main tere peeche
Rooh teri meri rooh khiche ye
Main jo tujhme gum
Tu jo mujhme gum
Baatein jo bhi sochi maine
Tu bhi vo yun sun
Main jo tujhme gum
Tu jo mujhme gum
Baatein jo bhi sochi maine
Tu bhi vo yun sun