Ye ek ladayi hai
Insaaniyat Ko lane ki
Ye ek ladayi hai
Sachaayi ko dikhane ki
Har shaks ke bhitar ki
Haq ki ladayi
Har cheheron ke peeche ke
Nakaab Ko dikhane ki
Ye ek ladayi hai
Ye ek ladayi hai
Ye ek ladayi hai
Ye ek ladayi hai
Tukron tukron me ye jo baatein
Milti kabhi ek pahar
Jaane anjaane me gum ho jati
Kathinayi ki ek leher
Wo khada kahin hai door
Jo hai chalta Akela
Wo chamakta hua Kohinoor
Chahe din ho ya andhera
Chalo ab chalein
Baatein Kam kare
Karm ke Disha me
Ek kadam chale
Chalo ab chalein
Baatein Kam kare
Karm ke Disha me
Ek kadam chale
Ye ek ladayi hai
Ye ek ladayi hai
Ye ek ladayi hai
Ye ek ladayi hai
Wo ab to khada hai
Tu kab Yun badhega
Jo tab yun Lada tha
Tu kab badlega
Wo ab to khada hai
Tu kab yun badalega
Jo tab yun Lada tha
Tu kab badalega
Ye ek ladayi hai
Ye ek ladayi hai
Ye ek ladayi hai
Ek haq ki ladayi hai