Saari batain choro
Dil na kisi ka toro
Khawabon ki ye dunya
Ankhon main sajao
Piyaar ki dastan
Dunya ko sunao
Saari batain choro
Dil na kisi ka toro
Piyaar ki likho
Ik naee kahani
Darya mojain sagar
Har ik ko sunao
Saari batain choro
Dil na kisi ka toro
Sawan ki woh ratain
Ratain hon suhani
Lambi hon woh rahain
Baton main rawani
Saari batain choro
Dil na kisi ka toro