Kyuon hai teri manzil
Kshitij ki tarah
Jitna tu aage
Woh door aur chala
Hawaaon ka rukh tu
Idhar bhi modh de
Jaane kyun chala gaya
Ghar tu chhodh ke
Kyuon hai teri manzil
Kshitij ki tarah
Jitna tu aage
Woh door aur chala
Hawaaon ka rukh tu
Idhar bhi modh de
Jaane kyun chala gaya
Ghar tu chhodh ke
Oh banjaarey oh banjaarey
Kisi ka saath tu ban ja re
Oh banjaarey tu tham ja re
Kisi ka saath tu ban ja re
Din bhi guzartey gaye
Log bhi bichhartey gaye
Tu kyuon na aaya mudh ke
Rutt ki tarah
Din bhi guzartey gaye
Log bhi bichhartey gaye
Tu kyuon na aaya mudh ke
Rutt ki tarah
Dhoondhein jisse safar mein
Miley hai woh khudh hi mein
Ruk ja tham ja thahar ja
Banjaarey
Oh banjaarey oh banjaarey
Kisi ka saath tu ban ja re
Oh banjaarey tu tham ja re
Kisi ka saath tu ban ja re