Dil chahay to
Tujhay mita de
Uchalta
Bikharta
In bastioun mein
Khyaal poojta
Sehra mein dastagir
To koi nae
Han mein houn toot-ta
Koi nae
Chand lamhay ke dukh
To hain bhai
Inko sehm lounga
Koi nae
To khol ke dekh
Apne aap ko
Tu apne pair pe
Nakafi hai
Pyar tha to foran dia
Kuch bhi nae to phir bhi jia
Taray dekh ke mein te chalan
Dukh kehndein cheekh tu Allah
To toot-ta
Aik wada to tha
Abhi nahein
To kabhi to tha
Gumrah si
Bechaini to hai
Aaj nahi to
Kal to hai
Agay to chaloun
Mein kaise
Waqt nahi
Sab log hain kehte
Sirat-ul-mustaqeem
Ye kaise
Apne nae
To sabka kaise
To khol ke dekh
Apne aap ko
Tu apne pair pe
Na kafi hai
Pyar tha to foran dia
Kuch bhi nae to phir bhi jia
Taray dekh ke mein te chalan
Dukh kehndein cheekh tu allah
To toot-ta
Aik wada to tha
Abhi nahein
To kabhi to tha
Taaray dekh ke mein te challaan
Dukh kehnde cheekh tu
Allah