Kanha Kab Aaoge Biraj Mein .
Kanha Kab Aaoge Biraj Mein .
Ro Ro Goojariya Haal Behaal Huyi .
Kanha Kab Aaoge Biraj Mein .
Ro Ro Goojariya Haal Behaal Huyi .
Kanha Kab Aaoge Biraj Mein .
Ro Ro Goojariya Haal Behaal Huyi .
Aakhin Se Aansoo Roke Rukat Nahin .
Aakhin Se Aansoo Roke Rukat Nahin .
Gwal Bal Koi Chupaayein Chupat Nahin .
Aakhin Se Aansoo Roke Rukat Nahin .
Gwal Bal Koi Chupaayein Chupat Nahin .
Ro Ro Ke Heed Gaye Saare .
Aakhin Se Aansoo Roke Rukat Nahin .
Gwal Bal Koi Chupaayein Chupat Nahin .
Bhar Gayi Aansuon Se Nadiya .
Bhar Gayi Aansuon Se Nadiya .
Ro Ro Goojariya Haal Behaal Huyi .
Bhar Gayi Aansuon Se Nadiya .
Ro Ro Goojariya Haal Behaal Huyi .
Bhar Gayi Aansuon Se Nadiya .
Ro Ro Goojariya Haal Behaal Huyi .
Tum Bin Samwal Katey Na Umariya .
Tum Bin Samwal Katey Na Umariya .
Jeevan Mein Hai Ghanghor Andhariya .
Tum Bin Samwal Katey Na Umariya .
Jeevan Mein Hai Ghanghor Andhariya .
Dukhiyari Ka Dukhada Tu Kya Jaane .
Tum Bin Samwal Katey Na Umariya .
Jeevan Mein Hai Ghanghor Andhariya .
Ud Gayi Meri Hawaah Mein Chunariya .
Ud Gayi Meri Hawaah Mein Chunariya .
Galiyon Mein Joogan Kholke Baal Chali .
Ud Gayi Meri Hawaah Mein Chunariya .
Galiyon Mein Joogan Kholke Baal Chali .
Ud Gayi Meri Hawaah Mein Chunariya .
Galiyon Mein Joogan Kholke Baal Chali .
Tere Ghum Mein Dasha Bigad Gayi .
Pairon Ki Mehndi Kab Ki Utar Gayi .
Tere Ghum Mein Dasha Bigad Gayi .
Pairon Ki Mehndi Kab Ki Utar Gayi .
Aaa-ke Dekh Dasha Meri Aaa-ke De-kh Dasha .
Tere Ghum Mein Dasha Bigad Gayi .
Pairon Ki Mehndi Kab Ki Utar Gayi .
Aaa-ke De-kh Haalat Meri .
Na Paaon Mein Jooti Na Sar Pe Chunari .
Tere Ghum Mein Dasha Bigad Gayi .
Pairon Ki Mehndi Kab Ki Utar Gayi .
Tere Ghum Mein Dasha Bigad Gayi .
Pairon Ki Mehndi Kab Ki Utar Gayi .
Aake Dekh Dasha Samwariya .
Aake Dekh Dasha Samwariya .
Ro Ro Goojariya Haal Behaal Huyi .
Aake Dekh Dasha Samwariya .
Ro Ro Goojariya Haal Behaal Huyi .
Aake Dekh Dasha Samwariya .
Ro Ro Goojariya Haal Behaal Huyi .
======================
Song : Kanha Kab Aaoge
Songwriter : Sufi Parveen
Composer: Sufi Parveen
Genre : Romantic, Sad
Language: Hindi, Brajbhasha
Original Date : 14 July 2011
Copyright : 2021 Sufi Parveen
Copyright : 2021 Hinduraag
========================