Back to Top

Triple A - Imaan Lyrics



Triple A - Imaan Lyrics
Official




Baaton ke peeche hai maksad kahan
Man bharke barse jo barkat yahan
Kas rakhi maine sab kasrat yahan
Zarre se zarrar hasrat yahan
Baaton ke peeche hai maksad kahan
Man bharke barse jo barkat yahan
Kas rakhi maine sab kasrat yahan
Zarre se zarrar hasrat yahan
Baaton ke peeche hai maksad kahan
Man bharke barse jo barkat yahan
Kas rakhi maine sab kasrat yahan
Zarre se zarrar hasrat yahan
Baaton ke peeche hai maksad kahan
Man bharke barse jo barkat yahan
Kas rakhi maine sab kasrat yahan
Zarre se zarrar hasrat yahan
Tu mashoor si hai meri shaayri mein kisi hoor si hai
Bewafa zamana saara tu mohabbat pe naazil noor si hai
Main tujhmein zinda tu baahon mein meri badi mahfooz si hai
Tu hi hai chahat aur tu hi haqiqat mein mera guroor bhi hai
Ashique main tera yun pairon tale tere sargoshi kar jaun
Teri nigaahon ka samjhu ishara zamane ki baaton ko thukraun
Tu mere haqq mein hai aise ki jaise khuda ne hai khud bakshaa
Teri hifazat mein din ko jala dun aur raaton ko dafnaun
Mangi jo maine thi tu wo duaa tu aaina mere aks ka
Deedar kitna bhi kar lu na jee bharta ye kahfiyat ab karun kya bayaan
Dahleez par mere dil ki jo dastak di tab se hai abtak ye harsat meri
Milna bichadna to dastoor-e-duniyaa fana hoga sab par mohabbat nahi
Wo imaan se milta jo imaan hai
Tu imaan armaan ki shaan hai
Tu zeenat meri tu roohani khushi
Tu chehre pe raushan har muskaan mein
Mohabbat mein kubraa ibadat ka zariya
Muqammal har rangon ki pahchaan mein
Main kashti hifazat mein tu mera dariyaa
Musalsal har lahron ke anjaam mein
Baaton ke peeche hai maksad kahan
Man bharke barse jo barkat yahan
Kas rakhi maine sab kasrat yahan
Zarre se zarrar hasrat yahan
Baaton ke peeche hai maksad kahan
Man bharke barse jo barkat yahan
Kas rakhi maine sab kasrat yahan
Zarre se zarrar hasrat yahan
Baaton ke peeche hai maksad kahan
Man bharke barse jo barkat yahan
Kas rakhi maine sab kasrat yahan
Zarre se zarrar hasrat yahan
Baaton ke peeche hai maksad kahan
Man bharke barse jo barkat yahan
Kas rakhi maine sab kasrat yahan
Zarre se zarrar hasrat yahan
Gum ko nichodu gulistaa bana dun
Sanam gul jo mange main gulzaar la dun
Rasam poori kar ke na jasbaat laadu
Mohabbat ki har baar barsaat la dun
Main chhodu zamana bahane se lekin
Na chhodu thikana jaha tera dar hai
Ha yun to bahanon mein bhi kahta sach main
Kya sach mein kahu aashiqui kis kadar hai
Ye lamba safar hai aur tu mere saath
Chaar saal baad ab bhi haathon mein haath
Teri aagosh mein beete mere din raat
Par lagta ab bhi pahla pahla ehsaas
Karta rab ka shukrana jo tu mujhko haasil
Main bhatka kinara aur tu mera saahil
Main raaton mein bikhra sitara
Sahare sa mere andheron pe raushan tu nazil
Tu sab janta fir bhi anjaan sa pooche
Is jaan se kya teri jaan ka
Han meri jaan mein zinda har jaan tu
Tu haqeeqat aur armaan armaan ka
Mere din par suqoon tu kisi shaam sa
Main khadim tera teri muskaan ka
Har dua mein meri farz teri khushi
Tu hai Imaan pe imaan imaan ka
Teri seerat samete nigaahon mein
Rakh ke parda adaa ka wafaaon mein
Teri taabeer tasveer-e-tarbiyat le
Kar raha sab bayaan in sadaon se
Jis chahat ko karta zamana badnaam
Ye tohfa us paak mohabbat ke naam
Ha jismon ka milna jisam mein haraam
Par ye khat bas pakeeza roohon ke naam
Baaton ke peeche hai maksad kahan
Man bharke barse jo barkat yahan
Kas rakhi maine sab kasrat yahan
Zarre se zarrar hasrat yahan
Baaton ke peeche hai maksad kahan
Man bharke barse jo barkat yahan
Kas rakhi maine sab kasrat yahan
Zarre se zarrar hasrat yahan
Baaton ke peeche hai maksad kahan
Man bharke barse jo barkat yahan
Kas rakhi maine sab kasrat yahan
Zarre se zarrar hasrat yahan
Baaton ke peeche hai maksad kahan
Man bharke barse jo barkat yahan
Kas rakhi maine sab kasrat yahan
Zarre se zarrar hasrat yahan
[ Correct these Lyrics ]

[ Correct these Lyrics ]

We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.


We currently do not have these lyrics. If you would like to submit them, please use the form below.




Baaton ke peeche hai maksad kahan
Man bharke barse jo barkat yahan
Kas rakhi maine sab kasrat yahan
Zarre se zarrar hasrat yahan
Baaton ke peeche hai maksad kahan
Man bharke barse jo barkat yahan
Kas rakhi maine sab kasrat yahan
Zarre se zarrar hasrat yahan
Baaton ke peeche hai maksad kahan
Man bharke barse jo barkat yahan
Kas rakhi maine sab kasrat yahan
Zarre se zarrar hasrat yahan
Baaton ke peeche hai maksad kahan
Man bharke barse jo barkat yahan
Kas rakhi maine sab kasrat yahan
Zarre se zarrar hasrat yahan
Tu mashoor si hai meri shaayri mein kisi hoor si hai
Bewafa zamana saara tu mohabbat pe naazil noor si hai
Main tujhmein zinda tu baahon mein meri badi mahfooz si hai
Tu hi hai chahat aur tu hi haqiqat mein mera guroor bhi hai
Ashique main tera yun pairon tale tere sargoshi kar jaun
Teri nigaahon ka samjhu ishara zamane ki baaton ko thukraun
Tu mere haqq mein hai aise ki jaise khuda ne hai khud bakshaa
Teri hifazat mein din ko jala dun aur raaton ko dafnaun
Mangi jo maine thi tu wo duaa tu aaina mere aks ka
Deedar kitna bhi kar lu na jee bharta ye kahfiyat ab karun kya bayaan
Dahleez par mere dil ki jo dastak di tab se hai abtak ye harsat meri
Milna bichadna to dastoor-e-duniyaa fana hoga sab par mohabbat nahi
Wo imaan se milta jo imaan hai
Tu imaan armaan ki shaan hai
Tu zeenat meri tu roohani khushi
Tu chehre pe raushan har muskaan mein
Mohabbat mein kubraa ibadat ka zariya
Muqammal har rangon ki pahchaan mein
Main kashti hifazat mein tu mera dariyaa
Musalsal har lahron ke anjaam mein
Baaton ke peeche hai maksad kahan
Man bharke barse jo barkat yahan
Kas rakhi maine sab kasrat yahan
Zarre se zarrar hasrat yahan
Baaton ke peeche hai maksad kahan
Man bharke barse jo barkat yahan
Kas rakhi maine sab kasrat yahan
Zarre se zarrar hasrat yahan
Baaton ke peeche hai maksad kahan
Man bharke barse jo barkat yahan
Kas rakhi maine sab kasrat yahan
Zarre se zarrar hasrat yahan
Baaton ke peeche hai maksad kahan
Man bharke barse jo barkat yahan
Kas rakhi maine sab kasrat yahan
Zarre se zarrar hasrat yahan
Gum ko nichodu gulistaa bana dun
Sanam gul jo mange main gulzaar la dun
Rasam poori kar ke na jasbaat laadu
Mohabbat ki har baar barsaat la dun
Main chhodu zamana bahane se lekin
Na chhodu thikana jaha tera dar hai
Ha yun to bahanon mein bhi kahta sach main
Kya sach mein kahu aashiqui kis kadar hai
Ye lamba safar hai aur tu mere saath
Chaar saal baad ab bhi haathon mein haath
Teri aagosh mein beete mere din raat
Par lagta ab bhi pahla pahla ehsaas
Karta rab ka shukrana jo tu mujhko haasil
Main bhatka kinara aur tu mera saahil
Main raaton mein bikhra sitara
Sahare sa mere andheron pe raushan tu nazil
Tu sab janta fir bhi anjaan sa pooche
Is jaan se kya teri jaan ka
Han meri jaan mein zinda har jaan tu
Tu haqeeqat aur armaan armaan ka
Mere din par suqoon tu kisi shaam sa
Main khadim tera teri muskaan ka
Har dua mein meri farz teri khushi
Tu hai Imaan pe imaan imaan ka
Teri seerat samete nigaahon mein
Rakh ke parda adaa ka wafaaon mein
Teri taabeer tasveer-e-tarbiyat le
Kar raha sab bayaan in sadaon se
Jis chahat ko karta zamana badnaam
Ye tohfa us paak mohabbat ke naam
Ha jismon ka milna jisam mein haraam
Par ye khat bas pakeeza roohon ke naam
Baaton ke peeche hai maksad kahan
Man bharke barse jo barkat yahan
Kas rakhi maine sab kasrat yahan
Zarre se zarrar hasrat yahan
Baaton ke peeche hai maksad kahan
Man bharke barse jo barkat yahan
Kas rakhi maine sab kasrat yahan
Zarre se zarrar hasrat yahan
Baaton ke peeche hai maksad kahan
Man bharke barse jo barkat yahan
Kas rakhi maine sab kasrat yahan
Zarre se zarrar hasrat yahan
Baaton ke peeche hai maksad kahan
Man bharke barse jo barkat yahan
Kas rakhi maine sab kasrat yahan
Zarre se zarrar hasrat yahan
[ Correct these Lyrics ]
Writer: Triple A, Armaan Ansari
Copyright: Lyrics © O/B/O DistroKid

Back to: Triple A



Triple A - Imaan Video
(Show video at the top of the page)


Performed By: Triple A
Language: English
Length: 4:18
Written by: Triple A, Armaan Ansari

Tags:
No tags yet