Khud ko aman ki doondh mein
Dhak raha hein dil mere
Is hawa, ki wajah
Khula pada hein aasma
Saamne rastha mera
Ye mujhe, le chala
Haa yeh man ko kya ho gaya tha
Na patha kis bheed mein kho gaya tha
Kam khaj ki bhoj ne chad gayi sir pe mere
Mein khud se hi zid pakdne laga tha
Thanaav ne pigala mujhe
Savaalon se bhaandee tha mein
Jese mein hoon tujko kya
Jazbaath ne man ko bhara
Bina mein soche chal pada
Tere saath, saathiyan
Sa sa saathiya mere saath hi raha kar na tu har sada
Sa sa saathiya mere paas hi raha kar na tu har sada
Hasi khushi boondhon se bhara
Choti meethi tha woh ghonsla
Uper dharthi se meelon door
Kati hui pathang ki tharah
Khud ko hi baadalon ko choone
Ke khwaab mein tha woh noor
Woh udh gaya farishtho se milne chala
Umeed tha ek aasman mein aashiyaan
Lekin uljhanom ki raasthe the, mushkilon ki jaal jhese
Thak gaya woh parinda khud ko kho basa
Kuch esa hi mera dasha hein
Mere manzil mujhko hi lapata hein
Jis bhed mein the zindagi, us shor se mein nikal padi
Ab chein hein hum ek saath mila hein
Khula pada hein aasma
Saamne rastha mera
Ye mujhe, le chala
Jazbaath ne man ko bhara
Bina mein soche chal pada
Tere saath, saathiyan
Sa sa saathiya mere saath hi raha kar na tu har sada
Sa sa saathiya mere paas hi raha kar na tu har sada