Saasein hain dheemi si
Palkhein hain bheegi si
Dharkanein khamoosh si
Janay kiun hai ye rut pyar ki
Woh janay kiun
Chal para istarah mujhse dur
Woh janay kiun
Har taraf hai jahan bhi main hun
Chandni mehki si
Hai khushi behki si
Zindagi madhosh si
Janay kiun hai ye rut pyar ki
Woh janay kiun
Chal para istarah mujhse dur
Woh janay kiun
Har taraf hai jahan bhi main hun
Janay kiun har koi pyar main hai mubtala
Janay kiun fareeb ka chal para ye silsila
Janay kiun zindagi ka hai falsafa
Janay kiun pyar kou na koi samajh sakha
Janay Kiun
Janay Kiun
Janay Kiun
Janay Kiun